JAANA LYRICS – ZAEDEN

February 25, 2023

Jaana Lyrics by Zaeden is latest Hindi song voiced by him, its music is given by Polar Beats. Lyrics of Jaana song is written by Izzchughtai.


Jaana Song Detail

Song Jaana
Singer(s) Zaeden
Musician(s) Polar Beats
Lyricist(s) Izzchughtai

Jaana Lyrics


Aaja le chalun main
Rahun aas paas main
Samjhe na kyun yeh
Ke tu mera aashna

Tujhmein hi ghum main
Tera mujhpe ikhtiyar
Hai sath tu sunle
Leta tera hi main naam

Chale jayein hum tere sath aa
Tera mera yeh afsana
Tu aake bol lafzon ko tol na
Dil ki khoj mein

Main tujhe hi chaha chaha chaha
Hai meri jaana aana wo
Dil mein sama ja aaja aana


Tu na jaane kab se yeh yaadein barse
Na jaane kab se yeh yaadein barse

Tryna make you last
I’m just stay in facts so
Baby forget the rest
Mat kar tu behas

Jaane jaan bezuban main khada
Tere baare likhta main gawaah
Dil mein ummeed hai
Tab hi main dheet hoon

Kaisa nasha hai tera khayal hai
Aake tu bol de
Hum to ab bhi yahan hain
Teri wajah hai khwaab na tod mere



Main tujhe hi chaha chaha chaha
Hai meri jaana aana wo
Dil mein sama ja aaja aana
Tu na jaane kab se yeh yaadein barse
Na jaane kab se yeh yaadein barse

Chale jahan hum behisaab
Tera mera yeh afsana
Tu aake bol lafzon ko tol na
Dil ki khoj mein

Main tujhe hi chaha chaha chaha
Meri jaana aana woh oh
Dil mein sama ja aaja aaja aana
Tu na jaane kabse yeh yaadein barse
Na jaane kabse yeh yaadein barse


Jaana – Zaeden Video