JEE BHAR KE LYRICS – SAAJ BHATT

JEE BHAR KE LYRICS - SAAJ BHATT

Jee Bhar Ke Lyrics by Saaj Bhatt, Sumedha Karmahe is recently released Hindi song voiced by them, music is created by Amjad Nadeem Aamir. Jee Bhar Ke song lyrics are written by Amjad Nadeem.

Jee Bhar Ke Song Detail

Song Jee Bhar Ke
Singer(s) Saaj Bhatt, Sumedha Karmahe
Musician(s) Amjad Nadeem Aamir
Lyricist(s) Amjad Nadeem

Jee Bhar Ke Lyrics

Aaye aaye jo milne woh aaye
Jaye jaye meri jaan le jaye
Aaye aaye jo milne woh aaye
Jaye jaye meri jaan le jaye

Shart hai yeh meri
Jo mere ho mere rahi
Dil se main sunta rahun
Nazron se tum kehti raho

Na main tere bin reh hi sakun
Na tu mere bin ek pal bhi rahe
Baitha loon tujhe rubaru

Jee bhar ke tujhe dekh loon
Khud mein daakhil tujhe kar loon
Jee bhar ke tujhe dekh loon

Aaye aaye jo milne woh aaye
Jaye jaye meri jaan le jaye
Aaye aaye jo milne woh aaye
Jaye jaye meri jaan le jaye
Jee bhar ke tujhe dekh loon

Acchha lage jab tum aas mujhe
Mujhse karte ho
Sacha lage sapna izhar dil tum
Dil se karte ho

Ik tujhi se shuru tujhi pe khatam
Mere hi sang tu hai har kadam
Rihayish meri tu hi tu

Jee bhar ke tujhe dekh loon
Khud mein daakhil tujhe kar loon
Jee bhar ke tujhe dekh loon

Aaye aaye jo milne woh aaye
Jaye jaye meri jaan le jaye
Aaye aaye jo milne woh aaye
Jaye jaye meri jaan le jaye
Jee bhar ke tujhe dekh loon

Jee Bhar Ke – Saaj Bhatt Video