JO TUMKO JHOOTH LAGE LYRICS – SHAURYA MEHTA

December 29, 2021

Jo Tumko Jhooth Lage Lyrics by Shaurya Mehta is a new Hindi song with music given by Oye Kunaal. Jo Tumko Jhooth Lage song lyrics are written by Oye Kunaal and music video is directed by Faisal Miya Photuwale.


Jo Tumko Jhooth Lage Song Detail

Song Jo Tumko Jhooth Lage
Singer(s) Shaurya Mehta
Musician(s) Oye Kunaal
Lyricist(s) Oye Kunaal

Jo Tumko Jhooth Lage Lyrics


Aankhon mein meri
Ik dafa dekh le
Bas tere siwa
Kuchh aur na dikhega

Tujhpe hi yeh dil
Aake ruk sa gaya
Wakht kyun mera
Aise tham sa gaya

Tujhpe hi yeh dil
Aake ruk sa gaya
Wakht kyun mera
Aise tham sa gaya

Jo kuchh bhi jhooth lage
To chhod dena
Jo kuchh bhi jhooth lage


To chhod dena

Tu chhod dena
Tu chhod dena

Mohabbat hogi na dabara
Yeh to tujh tak hai bas yaara
Ke tu hi rabb mera hai yaara
Ke tu hi sab mera hai yaara

Kahan laake chhoda
Mere halaaton ne
Itna kho gaya kyun
Main in jazbaaton mein

Kahan laake chhoda
Mere halaaton ne
Itna kho gaya kyun


Main in jazbaaton mein

Na tera hua main
Na kisi ka raha main
Mila re mujhko
Yeh kaisa sila re

Na jaane huyi kya hai
Mujhse khata
Kyun rootha hai
Mujhse hi mera khuda

Jo kuchh bhi jhooth lage
To chhod dena
Jo kuchh bhi jhooth lage
To chhod dena

Mohabbat hogi na dabara
Yeh to tujh tak hai bas yaara
Ke tu hi rabb mera hai yaara
Ke tu hi sab mera hai yaara


Jo Tumko Jhooth Lage – Shaurya Mehta Video