Lafda Zala Lyrics from Jhund is recently released Hindi song sung by Ajay Gogavale. Lafda Zala song lyrics are written by Amitabh Bhattacharya and music is given by Ajay-Atul.
Lafda Zala Song Detail
Song Title | Lafda Zala |
Movie | Jhund |
Singer(s) | Ajay Gogavale |
Musician(s) | Ajay-Atul |
Lyricist(s) | Amitabh Bhattacharya |
Lafda Zala Lyrics by Ajay Gogavale
Bhide koyi hum se agar
Khade khade wahin gaad dein
Chhodein nahi kuchh bhi kasar
Poora huliya bigaad dein
Karein nahi bol bachchan
Khaali peeli nahi bhaunkte
Satke jo apna magaj
Hum kas ke dahaad dein
Kiya jisne bhi humse jhagda
Hai jhagda re
Aake jo bhi saamne se akda
Seedha girebaan uska pakda
Hai pakda re
Toda phir hath pair jabda
Hai lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Jahaan jahaan dhoom dhaam
Wahaan wahaan ghoom ghaam ke
Aa gaye aa gaye aa gaye
Bada bada ghaav waav
Vada vada paav chaan ke
Kha gaye kha gaye kha gaye
Lena dena apna kya hai
Tadak bhadak bungalow se
Apna to sadak aashiyana hai
Aur footpath mast narm narm takia hai
Khula aasmaan shaamiyana hai
Humne dunia jahaan ne ragda
Bada ragda re
Kiya is dil pe vaar tagda
Gaali fatkaar khake apni yeh haddiyan
Bani lokhand aur lakda
Hai lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Hey maari vaari jeb veb lagi kabhi yaar
Lottery lottery lottery lottery
Kabhi gaye jail vail kabhi kabhi
Kaal kothri kothri kothri kothri
Humein nahi fark wark padta
Yaar guthli se
Apun ko sirf aam khaana hai
Diya viya kuchh nahi hai
Isne sirf chheena hai
Dunia ka game to bajana hai
Bure halaat ne hai jakda
Humein jakda re
Kabhi rote nahi hain dukhda
Bhara seene mein dard
Phir bhi har haal mein
Mile hansta jhakkas mukhda
Hai lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
Lafda zala wakda tikda
Wakda tikda wakda tikda
This is the end of Lafda Zala song lyrics by Ajay Gogavale. Please share it with your friends and family. If you find any mistake in lyrics of “Lafda Zala” by Ajay Gogavale, please send correct lyrics in contact us section.