Meri Sazaa Lyrics from Vadh is recently released Hindi song voiced by Hardik Bhardwaj, music is made by Mofusion. Meri Sazaa song lyrics are written by Naveen Kumar. Vadh movie features Sanjay Mishra and Neena Gupta.
Meri Sazaa Song Detail
Song | Meri Sazaa |
Movie | Vadh |
Singer(s) | Hardik Bhardwaj |
Musician(s) | Mofusion |
Lyricist(s) | Naveen Kumar |
Meri Sazaa Lyrics
Aankhon se ojhal hai
Aankhon ka taara
Kaise yeh dard kate
Dhundhli si nazron se
Aaj bhi aankhein
Teri hi raah takein
Hai har taraf bojh ka silsila
Kaise tumhein na pata
Thi roshni woh bhi bujh si gayi
Kya thi khata yeh bata
Meri sazaa mera gunaah
Main kisko karun yeh bayaan
Meri sazaa mera gunaah
Main kisko karun yeh bayaan
Sookh gaya paudha
Phool se bichhad kar
Haar gaya rabba
Khud se hi main
Har ik aansu hakk mein tere
Karte hain har pal teri dua
Hai kaun apna jahan mein kahin
Rishte to hain ik jua
Thi roshni woh bhi bujh si gayi
Kya thi khata yeh bata
Meri sazaa mera gunaah
Main kisko karun yeh bayaan
Meri sazaa mera gunaah
Main kisko karun yeh bayaan