PARCHAYI LYRICS – BABBU MAAN

January 2, 2022

Parchayi Lyrics by Babbu Maan is recently released Hindi song sung and music given by him. Parchayi track lyrics are written by Babbu Maan and music video is directed by Harper Gahunia.


Parchayi Song Detail

Song Parchayi
Singer(s) Babbu Maan
Musician(s) Babbu Maan
Lyricist(s) Babbu Maan

Parchayi Lyrics


Band kamra aur teri parchayi hai
Ha ha ha

Band kamre mein teri parchayi hai
Band kamre mein teri parchayi hai

Yehi to umar bhar ki meri kamai hai
Meri kamai hai meri kamai hai

Teri jawani ne shayar banaya mujhe
Teri jawani ne shayar banaya mujhe
Tere naam pe meri har rubayi hai

Band kamre mein teri parchayi hai
Band kamre mein teri parchayi hai

Khul gaya hai khud bakhud yeh darwaza
Khul gaya hai khud bakhud yeh darwaza


Bina bulaye chandni kyun aayi hai

Band kamre mein teri parchayi hai
Band kamre mein teri parchayi hai

Maan beimaan baitha hai barson se
Maan beimaan baitha hai barson se
Aata hi nahi woh harjayi hai

Band kamre mein teri parchayi hai
Band kamre mein teri parchayi hai



Parchayi – Babbu Maan Video