Tere Bin Sajna Lyrics by Rupam Bharnarhia is new Hindi song voiced by her, Himesh Reshammiya has created its music. Tere Bin Sajna song lyrics are written by Himesh Reshammiya.
Tere Bin Sajna Song Detail
Song Title | Tere Bin Sajna |
Singer(s) | Rupam Bharnarhia |
Musician(s) | Himesh Reshammiya |
Lyricist(s) | Himesh Reshammiya |
Tere Bin Sajna Lyrics by Rupam Bharnarhia
Tadpaye sawan tadpaye mausam
Tadpaye payal tadpaye kangna
Meri choodiyan tadpayein mujhko
Tere bin sajna
Meri choodiyan tadpayein mujhko
Tere bin sajna
Tadpaye sawan tadpaye mausam
Tadpaye payal tadpaye kangna
Meri choodiyan tadpayein mujhko
Tere bin sajna
Meri choodiyan tadpayein mujhko
Tere bin sajna
Mere sajan aaja aa bhi ja
Mere sajan aaja aa bhi ja
Ho sajan aaja aa bhi ja
Mere sajan aaja aa bhi ja
Mere sajan aaja aa bhi ja
Ho sajan aaja aa bhi ja
Sapnon mein dekhun teri parchhayi
Raaton mein mujhko dase tanhayi
Teri lagan mein lagi mujhko aisi
Koyi lamha nahi jab teri yaad na aayi
Chahe lakh samjhaun phir bhi dil mera
Maane nahi meri karun main kya piya
Karun main kya piya
Tadpaye yeh hawa tadpaye yeh fiza
Tadpaye payal tadpaye kangna
Meri choodiyan tadpayein mujhko
Tere bin sajna
Meri choodiyan tadpayein mujhko
Tere bin sajna
Mere sajan aaja aa bhi ja
Mere sajan aaja aa bhi ja
Ho sajan aaja aa bhi ja
Mere sajan aaja aa bhi ja
Mere sajan aaja aa bhi ja
Ho sajan aaja aa bhi ja
Hai roop tera meri aahaton mein
Hai rang tera meri chahton mein
Hai ishq tera meri hasraton mein
Hai zikra tera meri fitraton mein
Teri yeh aankhein duniya hain meri
Aa bhi ja aaja ho na jaaye deri
Ho na jaaye deri
Tadpaye baadal tadpaye kaajal
Tadpaye payal tadpaye kangna
Meri choodiyan tadpayein mujhko
Tere bin sajna
Meri choodiyan tadpayein mujhko
Tere bin sajna
Mere sajan aaja aa bhi ja
Mere sajan aaja aa bhi ja
Ho sajan aaja aa bhi ja
Mere sajan aaja aa bhi ja
Mere sajan aaja aa bhi ja
Ho sajan aaja aa bhi ja
This is the end of Tere Bin Sajna song lyrics by Rupam Bharnarhia. Please share it with your friends and family. If you find any mistake in lyrics of “Tere Bin Sajna” by Rupam Bharnarhia, please send correct lyrics in contact us section.