Teri Yaad Mein Lyrics by Salman Ali is recently released Hindi song voiced by him, its music is created by Himesh Reshammiya. Teri Yaad Mein song lyrics are written by Himesh Reshammiya.
Teri Yaad Mein Song Detail
Song | Teri Yaad Mein |
Singer(s) | Salman Ali |
Musician(s) | Himesh Reshammiya |
Lyricist(s) | Himesh Reshammiya |
Teri Yaad Mein Lyrics
Waqt ghuzarta ja raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekaraariyan hain phir bhi
Dil pyaar karta ja raha hai
Teri kasam jeete hain hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein
Tera nasha karte hain hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein
Ishq mein tere baat kuchh aisi
Bepanaah tadap hai poochho na kaisi
Teri nazdeekiyan hain jalti chingariyan
Aur teri dooriyan hai meri ruswaiyan
Dard ubharta ja raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekaraariyan hai phir bhi
Dil pyaar karta ja raha hai
Teri kasam jeete hain hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein
Tera nasha karte hain hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein
Tere sapnon mein hum khoye rehte hain
Aankhon ke sagar se dard behte hain
Teri khatir hai meri yeh bechainiyan
Tere bin kuchh nahi sab hai tanhaiyan
Rang nikharta ja raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekaraariyan haih phir bhi
Dil pyaar karta ja raha hai
Teri kasam jeete hain hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein
Tera nasha karte hain hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein